YAHOWA, YAHOWA
Unknown Artist
English Lyrics
Yahowa, Yahowa -8 Yahowa zinda khuda, Wo hamara badshah Jo masih mei mujassam hua Yahowa shama bhi tu, jo rehta saath saath Yahowa aala bhi tu, mera chaupan saath saath Jo bhi mangege, wo hi mil jayega, Jo bhi dhoondhege, wo hi payenge Khatkhateye to khul jayega Yahowa…. He paak Yahowa nissi, tu jhanda kaum ka Hei paak Yahowa shafa, tu shafi kaum ka Tere peechhe chale, aur shak na kare Tujh pe rakhe iman, aur masih meharban, Jo bhi chahe ho jayega Yahowa… Tu hai yahowa yere, jo muhaiyyah karta hai Tu hai Yahowa shalom, jo tasalli deta hai Tune beta diya, sabko maaf kiya, Naya janm diya, rooh se bhar diya, Aaj shaitan jhuk jayega Yahowa…