Aatma Mandraata, Pavitra Aatma Mandraata
आत्मा मण्डराता, पवित्र आत्मा मण्डराता
Unknown Artist
English Lyrics
Aatma mandraata, pavitra aatma mandraata Pintekust ke din samaan aatma mandraata 1 Andhe dekhte hain 2 Yeshu maseeh ke naam se Andhe dekhte hain 2 Bahre sunte hain 2 Yeshu maseeh ke naam se bahre sunte hain 3 Goonge bolte hain 2 Yeshu maseeh ke naam se goonge bolte hain 4 Langde chalte hain 2 Yeshu maseeh ke naam se langde chalte hain . 5 Paapi kshama paate 2 Yeshu maseeh ke naam se paapi kshama paate 6 Shaitan bhagta hai 2 Yeshu hi ke naam se shaitan bhagta hai . Aatma mandraata, pavitra aatma mandraata Pintekust ke din samaan aatma mandraata
Native Lyrics
आत्मा मण्डराता, पवित्र आत्मा मण्डराता पिन्तेकुस्त के दिन समान् आत्मा मण्डराता 1 अंधे देखते हैं 2 यीशु मसीह के नाम से अंधे देखते हैं 2 बहरे सुनते हैं 2 यीशु मसीह के नाम से बहरे सुनते हैं 3 गूंगे बोलते हैं 2 यीशु मसीह के नाम से गूंगे बोलते हैं 4 लंगड़े चलते हैं 2 यीशु मसीह के नाम से लंगड़े चलते हैं । 5 पापी क्षमा पाते 2 यीशु मसीह के नाम से पापी क्षमा पाते 6 शैतान भगता है 2 यीशु ही के नाम से शैतान भगता है । आत्मा मण्डराता, पवित्र आत्मा मण्डराता पिन्तेकुस्त के दिन समान् आत्मा मण्डराता