Barkate Bhi Usi Ko Milti Hain
1 बरकते भी उसी को मिलती हैं
Unknown Artist
English Lyrics
1 Barkate bhi usi ko milti hain, Wo jo dil ka gareeb hota hai. Dil ka aalam ajeeb hota hai Jab khuda ke kareeb hota hai. 2 Jisne paayi khuda ki nazdeeki, Uska achha naseeb hota hai.
Native Lyrics
1 बरकते भी उसी को मिलती हैं, वो जो दिल का ग़रीब होता है। दिल का आलम अजीब होता है जब खुदा के करीब होता है। 2 जिसने पायी खुदा की नज़दीकी, उसका अच्छा नसीब होता है।