Chhoo Mujhe Chhoo, Khuda Rooh
छू मुझे छू, खुदा रूह
Unknown Artist
English Lyrics
Chhoo mujhe chhoo, khuda rooh Mujhe chhoo (2) Meri jaan ko, meri rooh ko Mere badan ko chhoo Chhoo mujhe chhoo, khuda rooh, mujhe chhoo 1 Mitti ko kumhaar jaise Haathon se apni sawaare (2) Yoon hi kalame khudawand Goonde hamein aur nikhare Dho, mujhe dho, khuda rooh mujhe dho Meri jaan ko, meri rooh ko Mere badan ko chhoo Chhoo mujhe chhoo, Khuda rooh, mujhe chhoo 2 Aaloodgi jaan jism ki Rooh ki tu door kar de Khauf-e-Yahova ho kaamil Paakeezgi se tu भर de Bhar, mujhe bhar, khuda rooh, mujhe bhar Meri jaan ko, meri rooh ko Mere badan ko chhoo Chhoo mujhe chhoo, Khuda rooh, mujhe chhoo Hothon ko chhoo, sochon ko chhoo Khyaalon ko chhoo, ai Yeshu;- chhoo mujhe chhoo... Chhoo mujhe chhoo, khuda rooh Mujhe chhoo (2)
Native Lyrics
छू मुझे छू, खुदा रूह मुझे छू (2) मेरी जान को, मेरी रूह को मेरे बदन को छू छू मुझे छू, खुदा रूह, मुझे छू 1 मिट्टी को कुम्हार जैसे हाथों से अपनी सवाँरे (2) यूँ ही कलामे खुदावंद गूंदे हमें और निखारे धो, मुझे धो, खुदा रूह मुझे धो मेरी जान को, मेरी रूह को मेरे बदन को छू छू मुझे छू, खुदा रूह, मुझे छू 2 आलूदगी जान जिस्म की रूह की तू दूर कर दे खौफ़-ए-यहोवा हो कामिल पाकीज़गी से तू भर दे भर, मुझे भर, खुदा रूह, मुझे भर मेरी जान को, मेरी रूह को मेरे बदन को छू छू मुझे छू, खुदा रूह, मुझे छू होठों को छू, सोचों को छू ख्यालों को छू, ऐ यीशु;- छू मुझे छू... छू मुझे छू, खुदा रूह मुझे छू (2)