Dil Ki Baat Khuda Se Kehna Achha Lagta Hai
दिल की बात खुदा से कहना
Unknown Artist
English Lyrics
Dil ki baat khuda se kehna Achha lagta hai. Uske khauf mein jeena marna achha Lagta hai. 1. Jo barsata hai kasrat se fazal ki Baarish uski rooh se daaman bharna Achha lagta hai. 2. Toote dilon ko jodne wale Ai-maalik Yeshu Teri raah mein aankhein bichhana Achha lagta hai.
Native Lyrics
दिल की बात खुदा से कहना अच्छा लगता है। उसके खौफ़ में जीना मरना अच्छा लगता है। 1. जो बरसाता है कसरत से फ़ज़ल की बारिश उसकी रूह से दामन भरना अच्छा लगता है। 2. टूटे दिलों को जोड़ने वाले ए-मालिक यीशु तेरी राह में आँखें बिछाना अच्छा लगता है।