Dil Ko Ye Khayal Satata Hai Baar Baar
दिल को ये ख़्याल सताता है बार-बार
Unknown Artist
English Lyrics
Dil ko ye khayal satata hai baar-baar Hamne Maseeh ke pyaar ko Thukraya hai baar-baar 1. Taareek tha hamara dil usmein thi Roshni hamne Maseeh ke pyaar ko Basaya tha baar-baar 2. Koi kahan milega hamein itna narm dil Koi kahan kahega hamein Aa jao baar-baar
Native Lyrics
दिल को ये ख़्याल सताता है बार-बार हमने मसीह के प्यार को ठुकराया है बार-बार 1. तारीख था हमारा दिल उसमें थी रोशनी हमने मसीह के प्यार को बसाया था बार-बार 2. कोई कहाँ मिलेगा हमें इतना नर्म दिल कोई कहाँ कहेगा हमें आ जाओ बार-बार