Duniya Ke Kone Kone Mein Goonj Raha Yeshu Ka Naam
दुनिया के कोने कोने में
Unknown Artist
English Lyrics
Duniya ke kone kone mein Goonj raha Yeshu ka naam Kaisa pyaar Yeshu ka naam Duniya me halleluyah - 2 Khoon ki dhaara vah rahi hai Sooli se saare jahaan mein Dholo tum apne paapon ko Paao tum shifa jahaan me Kaisa pyaara Yeshu ka naam Duniya me halleluyah - 2 Aakaash ke neeche, logo ke beech mein Koi doosra naam nahi hai - 2 Kaisa pyaar Yeshu ka naam Duniya me halleluyah - 2
Native Lyrics
दुनिया के कोने कोने में गूंज रहा यीशु का नाम कैसा प्यार यीशु का नाम दुनिया मे हाल्लेलूयाह - २ खून की धारा वह रही है सूली से सारे जहाँ में धोलो तुम अपने पापों को पाओ तुम शिफा जहां मे कैसा प्यारा यीशु का नाम दुनिया मे हाल्लेलूयाह - २ आकाश के नीचे, लोगो के बीच में कोई दूसरा नाम नहीं है - २ कैसा प्यार यीशु का नाम दुनिया मे हाल्लेलूयाह - २