Duniya Ki Bheed Mein Kyon Kho Raha

दुनिया की भीड़ में क्यों खो रहा

Unknown Artist

English Lyrics

Duniya ki bheed mein kyon kho raha
Milega kuch bhi na fal jo vo bo raha

Tu aaja ghar laut aa
Aa bete ghar laut aa
Duniya ki bheed mein kyon kho raha
Main dhoondhoo us bhed ko jo kho gayi
Gunaahon ki jel mein band ho gayi - 2

Tu aaja ghar laut aa
Aa bete ghar laut aa
Gunaahon mein tha ab talak, tu jo dhasa
Makdee ke jaal me tha jo fasa - 2

Tu aankhein ab khol kar sab jaanch le
Tu sach aur jhoot ko ab maap le - 2

Tu aaja ghar laut aa
Aa bete ghar laut aa

Native Lyrics

दुनिया की भीड़ में क्यों खो रहा
मिलेगा कुछ भी न फल जो वो बो रहा

तू आजा घर लौट आ
आ बेटे घर लौट आ
दुनिया की भीड़ में क्यों खो रहा
मैं ढूँढू उस भेड़ को जो खो गयी
गुनाहों की जेल में बंद हो गयी - २

तू आजा घर लौट आ
आ बेटे घर लौट आ
गुनाहों में था अब तलक, तू जो धसा
मकड़ी के जाल मे था जो फसा - २

तू आजा घर लौट आ
आ बेटे घर लौट आ
तू आँखें अब खोल कर सब जाँच ले
तू सच और झूट को अब माप ले - २

तू आजा घर लौट आ
आ बेटे घर लौट आ
TheYeshuaa TheYeshuaa · Real Worshipper

"Search Way Maker" "Open Genesis 1" "Go to Favorites"