Ai Mere Man Prabhu Ki Tu Aradhna Kar

ऐ मेरे मन प्रभु की तु अराधना कर

Unknown Artist

English Lyrics

Ai Mere Man Prabhu Ki Tu Aradhna Kar
Kyom Ki Wo Bhala Hai 2
1 Upkaar Kie Hain Tuzhpar
Jab Tune Nahee Jaana
Hir Bhee Gale Lagaya
Kyom Ki Yeshu Bhala Hai 2
2 Jab Ja Raha Andhkaar Se
Haath Pakadkar Chalaya
Le Aaya Ujiyale Me
Kyom Ki Yeshu Bhala Hai 2
3 Vishwasheen Tha Tu
Vishwas Tuzhe Dilaya
Apna Pyaar Jataya
Kyom Ki Yeshu Bhala Hai 2

Native Lyrics

ऐ मेरे मन प्रभु की तु अराधना कर
क्यों कि वो भला है 2
1 उपकार किए हैं तुझपर
जब तुने नही जाना
फिर भी गले लगाया
क्यों कि यीशु भला है 2
2 जब जा रहा अंधकार से
हाथ पकड़कर चलाया
ले आया उजियाले मे
क्यों कि यीशु भला है 2
3 विश्वासहीन था तु
विश्वास तुझे दिलाया
अपना प्यार जताया
क्यों कि यीशु भला है 2
TheYeshuaa TheYeshuaa · Real Worshipper

"Search Way Maker" "Open Genesis 1" "Go to Favorites"