Ai Mere Man Yahova Ko Dhanya Dhanya Kaho
ऐ मेरे मन यहोवा को धन्य धन्य कहो
Unknown Artist
English Lyrics
Ai mere man Yahova ko dhanya dhanya kaho 2 Jo kuchh bhee muzh mein hai Yahova (uske) ko dhanya kaho 2 Ai mere man Yahova ko dhanya dhanya kaho 2 1 Wahee tera arthamon ko kshama karta hai Tere sab rogon ko changa karta hai Halleluyah halleluyah 2 Wahee to tere praan ko Naash hone se bachaata hai. 2 Sankat ke gadh se, muje nikaala Dal dal ki kich se, muje ubhra Halleluyah halleluyah 2 Mere pairon ke doot keey hai Chattaan par khada keeya hai 3 Ai Yahova ke dooton usko dhanya kaho Ai saari srishti usko dhanya kaho Dhanya ho, dhanya ho 2 Uske raajya ke sab sthaanon mein Yahova ko dhanya kaho.
Native Lyrics
ऐ मेरे मन यहोवा को धन्य धन्य कहो 2 जो कुछ भी मुझ में है यहोवा (उसके) को धन्य कहो 2 ऐ मेरे मन यहोवा को धन्य धन्य कहो 2 1 वही तेरा अर्थमों को क्षमा करता है तेरे सब रोगों को चंगा करता है हाल्लेलुय्याह हाल्लेलुय्याह 2 वही तो तेरे प्राण को नाश होने से बचाता है। 2 संकट के गढ़ से, मुजे निकाला दल दल कि किच से, मुजे उभरा हाल्लेलुय्याह हाल्लेलुय्याह 2 मेरे पैरों के दूत कीय है चट्टान पर खडा कीया है 3 ऐ यहोवा के दूतों उसको धन्य कहो ऐ सारी सृष्टि उसको धन्य कहो धन्य हो, धन्य हो 2 उसके राज्य के सब स्थानों में यहोवा को धन्य कहो।