Ai Srishti Ke Rachne Wale
ऐ सृष्टि के रचने वाले
Unknown Artist
English Lyrics
Ai srishti ke rachne wale Teri jay jaykaar ho Chandrama, sooraj aur taare Bhoomi ke praani bhi saare Dharti, aakaash dono milkar Gaate hain geet nihaare Chhaya hua andhiyara dikha na saka ujiyala Jyoti bankar mera Yeshu aaya Kadmon mein uske main gir pada Aapradhon ke bandhan mein main tha uljha hua Jyoti bankar mera Yeshu aaya Kadmon mein uske main gir pada
Native Lyrics
ऐ सृष्टि के रचने वाले तेरी जय जयकार हो चंद्रमा, सूरज और तारे भूमी के प्राणी भी सारे धरती, आकाश दोनो मिलकर गाते हैं गीत निहारे छाया हुआ अंधियारा दिखा ना सका उजियाला ज्योति बनकर मेरा यीशु आया कदमों में उसके मैं गिर पड़ा आपराधों के बंधन में मैं था उलझा हुआ ज्योति बनकर मेरा यीशु आया कदमों में उसके मैं गिर पड़ा