Ek Nadi Hai Jiski Lahron Se
एक नदी है जिसकी लहरों से
Unknown Artist
English Lyrics
Ek nadi hai jiski lahron se Parameshwar ke nagar mein Parampradhan ke pavitra nivaas mein Aanand hota hai. 1. Ek baar jo peele paani Hogi na uski haani Sota bane anant jeevan Ke liye umadta rahe... 2. Paas aao sab pyaase logon Paani ke pas aao Jiske pas rupya na ho Tum bhi aakar ke mol le jao. Halleluyah Halleluyah
Native Lyrics
एक नदी है जिसकी लहरों से परमेश्वर के नगर में परमप्रधान के पवित्र निवास में आनन्द होता है। 1. एक बार जो पीले पानी होगी न उसकी हानि सोता बने अनन्त जीवन के लिए उमड़ता रहे... 2. पास आओ सब प्यासे लोगों पानी के पास आओ जिसके पास रुपया ना हो तुम भी आकर के मोल ले जाओ। हाल्लेलुय्या हाल्लेलुय्या