Gaoon Badai Main Teri Yeshu Ji Main Tumpar Balihari
गाऊँ बड़ाई मैं तेरी
Unknown Artist
English Lyrics
Gaoon badai main teri Yeshu ji main tumpar balihari 1 Rogi ki changai ho tum Dukhiyon ki shehnai ho tum Adhmuon ke traata ho tum Yeshu ji main tumpar balihari 2 Nirdhan ke dhan ho tum Swarg se utra man ho tum Rajaon ke raja ho tum Yeshu ji main tumpar balihari 3 Chhod tumhein ab jaoon kahan Chain bata ab paoon kahan Jeevan ke daata ho tum Yeshu ji main tumpar balihari 4 Yeshu pyare mujhe bachao Muktidaata pyaas buzhao Jeevan jal daata ho tum Yeshu ji main tumpar balihari
Native Lyrics
गाऊँ बड़ाई मैं तेरी यीशु जी मैं तुमपर बलihari 1 रोगी की चंगाई हो तुम दुखियों की शहनाई हो तुम अधमुओं के त्राता हो तुम यीशु जी मैं तुमपर बलihari 2 निर्धन के धन हो तुम स्वर्ग से उतरा मन हो तुम राजाओं के राजा हो तुम यीशु जी मैं तुमपर बलihari 3 छोड़ तुम्हें अब जाऊँ कहाँ चैन बता अब पाऊँ कहाँ जीवन के दाता हो तुम यीशु जी मैं तुमपर बलihari 4 यीशु प्यारे मुझे बचाओ मुक्तिदाता प्यास बुझाओ जीवन जल दाता हो तुम यीशु जी मैं तुमपर बलihari