Hamare Beech Mein Pavitra Aatma Ka Kaam Ho Raha Hai
हमारे बीच में पवित्र आत्मा का काम हो रहा है
Unknown Artist
English Lyrics
Hamare beech mein pavitra aatma ka kaam ho raha hai Andhe dekhte hain bahre sunte hain langde chalte hain Yeshu ke naam se adbhut kaam ho raha hai 1 Pintekust ke din samaan aatma utra hai yahaan Har egy vishwasi ka hriday jaag raha hai yahaan Hamare beech mein... 2 Shaitan ke sab bandhan toot rahe hain yahaan Beemar aur lachar sab change ho rahe hain yahaan Hamare beech mein... 3 Rooh ki agni se hamen tu bhar de prabhu aaj Mahima aur jalaal se apna kaarya kar prabhu aaj Hamare beech mein...
Native Lyrics
हमारे बीच में पवित्र आत्मा का काम हो रहा है अंधे देखते हैं बहरे सुनते हैं लंगड़े चलते हैं यीशु के नाम से अद्भुत काम हो रहा है 1 पिन्तेकुस्त के दिन समान आत्मा उतरा है यहाँ हर एक विश्वासी का हृदय जाग रहा है यहाँ हमारे बीच में... 2 शैतान के सब बंधन टूट रहे हैं यहाँ बीमार और लाचार सब चंगे हो रहे हैं यहाँ हमारे बीच में... 3 रूह की अग्नि से हमें तू भर दे प्रभु आज महिमा और जलाल से अपना कार्य कर प्रभु आज हमारे बीच में...