Hindustan Mein Yeshu Tera Naam Uncha Ho
हिन्दुस्तान में यीशु तेरा नाम ऊँचा हो
Unknown Artist
English Lyrics
Hindustan mein Yeshu tera naam uncha ho Har ek zubaan pe prabhu shaasan tera ho Gao halleluyah, bolo halleluyah Yeshu Masih ki jay bolo halleluyah 1 Poorab se pashchim uttar se dakshin Goonje Masih ka paavan susamachar 2 Har ek hriday mein... 2 Nafrat ki deewarein sab toot jaayein Pyaar aur bhaaichaara sab or chha jaaye 2 Har ek hriday mein... 3 Apne desh ki unnati aur uddhaar ke liye Ghutne tek kar prarthna karenge hum sab 2 Har ek hriday mein...
Native Lyrics
हिन्दुस्तान में यीशु तेरा नाम ऊँचा हो हर एक जुबाँ पे प्रभु शासन तेरा हो गाओ हाल्लेलूयाह, बोलो हाल्लेलूयाह यीशु मसीह की जय बोलो हाल्लेलूयाह 1 पूरब से पश्चिम उत्तर से दक्षिण गूंजे मसीह का पावन सुसमाचार २ हर एक हृदय में... 2 नफरत की दीवारें सब टूट जायें प्यार और भाईचारा सब ओर छा जाये २ हर एक हृदय में... 3 अपने देश की उन्नति और उद्धार के लिये घुटने टेक कर प्रार्थना करेंगे हम सब २ हर एक हृदय में...