Maha Pavitra Sthan Mein Aaon Main Sharan Teri
महा पवित्र स्थान में आऊँ मैं शरण तेरी
Unknown Artist
English Lyrics
Maha pavitra sthan mein aaon main sharan teri Sir jhukaakar charnon mein baithoon main prabhu teri Tu hi pavitra hai tu hi aader ke yogya hai Saari stuti aur prashansa ke yogya tu hi hai 1 Tere pavitra lahoo se mujhko shuddh kar de Apni pavitra aatma se mujhko tu bhar de 2 Maha pavitra sthan...
Native Lyrics
महा पवित्र स्थान में आऊँ मैं शरण तेरी सिर झुकाकर चरणों में बैठूँ मैं प्रभु तेरी तू ही पवित्र है तू ही आदर के योग्य है सारी स्तुति और प्रशंसा के योग्य तू ही है 1 तेरे पवित्र लहू से मुझको शुद्ध कर दे अपनी पवित्र आत्मा से मुझको तू भर दे २ महा पवित्र स्थान...