Nafrat Ki Deewaron Ko Chalo Hum Sab Tod Dein
नफरत की दीवारों को चलो हम सब तोड़ दें
Unknown Artist
English Lyrics
Nafrat ki deewaron ko chalo hum sab tod dein Apne jeevan ke raaston ko Yeshu se jod lein Pyaar aur bhaaichaara sab or chha jaaye Yeshu Masih ka paavan naam desh mein goonj jaaye Gao halleluyah, bolo halleluyah Yeshu raja ki jay bolo halleluyah 1 Poorab ho ya pashchim uttar ho ya dakshin Sab milkar gaein prabhu ki mahima ke keertan 2 Nafrat ki deewaron...
Native Lyrics
नफरत की दीवारों को चलो हम सब तोड़ दें अपने जीवन के रास्तों को यीशु से जोड़ लें प्यार और भाईचारा सब ओर छा जाये यीशु मसीह का पावन नाम देश में गूँज जाये गाओ हाल्लेलूयाह, बोलो हाल्लेलूयाह यीशु राजा की जय बोलो हाल्लेलूयाह 1 पूरब हो या पश्चिम उत्तर हो या दक्षिण सब मिलकर गाएँ प्रभु की महिमा के कीर्तन २ नफरत की दीवारों...