Parameshwar Ke Pavitra Vachnon Mein Jeevan Ka Prakash Hai

परमेश्वर के पवित्र वचनों में जीवन का प्रकाश है

Unknown Artist

English Lyrics

Parameshwar ke pavitra vachnon mein jeevan ka prakash hai
Jo is par chalta hai wah kabhi na niraash hai
Tera vachan prabhu mere pairon ke liye deepak hai
Mere jeevan ki raahon ke liye ujiyala hai

1 Jab chha jaata hai andhiyara mere jeevan ki raahon mein
Tera vachan dikhaata marg mujhko is jahaan mein 2
Parameshwar ke pavitra...

Native Lyrics

परमेश्वर के पवित्र वचनों में जीवन का प्रकाश है
जो इस पर चलता है वह कभी न निराश है
तेरा वचन प्रभु मेरे पैरों के लिये दीपक है
मेरे जीवन की राहों के लिये उजियाला है

1 जब छा जाता है अंधियारा मेरे जीवन की राहों में
तेरा वचन दिखाता मार्ग मुझको इस जहाँ में २
परमेश्वर के पवित्र...
TheYeshuaa TheYeshuaa · Real Worshipper

"Search Way Maker" "Open Genesis 1" "Go to Favorites"