Prabhu Ke Bhavan Mein Aanand Ki Bharpoori Hai

प्रभु के भवन में आनंद की भरपूरी है

Unknown Artist

English Lyrics

Prabhu ke bhavan mein aanand ki bharpoori hai
Uske huzoor mein har ek aashish milti hai
Aao milkar hum sab sar ko jhukaayein aaj
Apne dilon ka nazrana usko saunp dein aaj
Gao halleluyah, bolo halleluyah
Yeshu raja ki mahima gao halleluyah

1 Beete dino mein tune hamko sambhala hai
Har ek museebat se baahar nikala hai 2
Prabhu ke bhavan mein...

Native Lyrics

प्रभु के भवन में आनंद की भरपूरी है
उसके हुज़ूर में हर एक आशीष मिलती है
आओ मिलकर हम सब सर को झुकाएँ आज
अपने दिलों का नज़राना उसको सौंप दें आज
गाओ हाल्लेलूयाह, बोलो हाल्लेलूयाह
यीशु राजा की महिमा गाओ हाल्लेलूयाह

1 बीते दिनों में तूने हमको सम्भाला है
हर एक मुसीबत से बाहर निकाला है २
प्रभु के भवन में...
TheYeshuaa TheYeshuaa · Real Worshipper

"Search Way Maker" "Open Genesis 1" "Go to Favorites"