Prabhu Ka Vachan Sacha Hai Aur Wah Sanatan Hai
प्रभु का वचन सच्चा है और वह सनातन है
Unknown Artist
English Lyrics
Prabhu ka vachan saccha hai aur wah sanatan hai Jo is par vishwas kare uska jeevan paavan hai Tera vachan prabhu mere pairon ke liye deepak hai Mere jeevan ki raahon ke liye ujiyala hai 1 Aakaash aur prithvi tal jaayenge par vachan tera na talega Jo is par hardam chalega wah abdi jeevan paayega 2 Prabhu ka vachan...
Native Lyrics
प्रभु का वचन सच्चा है और वह सनातन है जो इस पर विश्वास करे उसका जीवन पावन है तेरा वचन प्रभु मेरे पैरों के लिये दीपक है मेरे जीवन की राहों के लिये उजियाला है 1 आकाश और पृथ्वी टल जायेंगे पर वचन तेरा न टलेगा जो इस पर हरदम चलेगा वह अब्दी जीवन पायेगा २ प्रभु का वचन...