Pavitra Ati Pavitra Tu Senaon Ka Prabhu
पवित्र अति पवित्र तू सेनांओ का प्रभु
Unknown Artist
English Lyrics
Pavitra ati pavitra 2 tu senaon ka prabhu 2 Pavitra ati pavitra 2 tu senaon ka prabhu 2 1 Yashayah ne dekha prabhu ko oonchai par Baitha sinhasan par rajaon ka raja Uski mahima se mandir bhar gaya Dooton ne kaha pavitra Pavitra ati pavitra 2 tu senaon ka prabhu 2 2 Yuhanna ne dekha prabhu ko taapu par Murdon sa gir pada uske charnon par Deepon me dikha manav putr ke sman Dooton ne kaha pavitra Pavitra ati pavitra 2 tu senaon ka prabhu 2
Native Lyrics
पवित्र अति पवित्र 2 तू सेनांओ का प्रभु 2 पवित्र अति पवित्र 2 तू सेनांओ का प्रभु 2 1 यशायाह ने देखा प्रभु को ऊँचाई पर बैठा सिंहासन पर राजाओं का राजा उसकी महिमा से मन्दिर भर गया दूतों ने कहा पवित्र पवित्र अति पवित्र 2 तू सेनांओ का प्रभु 2 2 युहन्ना ने देखा प्रभु को टापु पर मुर्दों सा गिर पड़ा उसके चरणों पर दीपों मे दिखा मानव पुत्र के स्मान दूतों ने कहा पवित्र पवित्र अति पवित्र 2 तू सेनांओ का प्रभु 2