Pavitra Ati Pavitra Sthan Mein Le Chal Prabhu
पवित्र अति पवित्र स्थान में ले चल प्रभु
Unknown Artist
English Lyrics
Pavitra ati pavitra sthan mein le chal prabhu Mujhko tu apne lahoo se dho de mere prabhu Tere saamne jhukte hai sajda hum karte hai Aatma aur sacchai se aaradhna karte hai Shuddh jal tu chhidak de manko mere badal de Praarthna hai hamari aatma se tu bhar de Jitna main तुझको jaanoo utna kareeb paaoo Jitna main tujhko chaahoon utneehee aasheesh paaoo
Native Lyrics
पवित्र अति पवित्र स्थान में ले चल प्रभु मुझको तू अपने लहू से धो दे मेरे प्रभु तेरे सामने झुकते है सजदा हम करते है आत्मा और सच्चाई से आराधना करते है शुद्ध जल तु छिडक दे मनको मेरे बदल दे प्रार्थना है हमारी आत्मा से तू भर दे जितना मैं तुझको जानू उतना करीब पाऊ जितना मैं तुझको चाहूँ उतनीही आशीष पाऊ