Rabb Ki Howay Sanna Hamesha
रब्ब की होवे सन्ना हमेशा
Unknown Artist
English Lyrics
Rabb ki howay sanna hamesha Rabb ki howay sanna 1 Rabb ki howay madah sarai Uske naam ki sanna Uske naam ki sanna hamesha. 2 Rabb ke ghar mein howe sitaaish Uski hamdo ho sanna Uski hamdo ho sanna hamesha. 3 Kaamon mein hai wah kaisa kaadir Uski kudrat bata Uski kudrat bata hamesha. 4 Jay ke jor se phoonko ransingay Barbat been baja Barbat been baja hamesha. 5 Tardaar saajon pe raagni chhedo Dafli aur tabla baja Dafli aur tabla baja hamesha. 6 Baansuri par suna sure sureeli Jhan jhan jhanjh baja Jhan jhan jhanjh baja hamesha. 7 Saare milkar taali bajawo Gao rabb ki sanna Gao rabb ki sanna hamesha.
Native Lyrics
रब्ब की होवे सन्ना हमेशा रब्ब की होवे सन्ना 1 रब्ब की होवे मदह सराई उसके नाम की सन्ना उसके नाम की सन्ना हमेशा। 2 रब्ब के घर में होवे सिताईश उसकी हम्दो हो सन्ना उसकी हम्दो हो सन्ना हमेशा। 3 कामों में है वह कैसा कादिर उसकी कुदरत बता उसकी कुदरत बता हमेशा। 4 जय के जोर से फूंको रणसिंगे बरबत बीन बजा बरबत बीन बजा हमेशा। 5 तारदार साजों पे रागनी छेड़ो डफली और तबला बजा डफली और तबला बजा हमेशा। 6 बाँसुरी पर सुना सुरे सुरीली झन झन झांझ बजा झन झन झांझ बजा हमेशा। 7 सारे मिलकर ताली बजावो गाओ रब्ब की सन्ना गाओ रब्ब की सन्ना हमेशा।