Shoonya Se Leke Toone Mujhe
शून्य से लेके तूने मुझे
Unknown Artist
English Lyrics
1 Shoonya se leke toone mujhe Rach liya apne hi roop mein Prem kiya hai anant prem se Diya putra meri mukti ke liye Anokha pyaar hai tera Karoonga stuti teri main sarvada 2 2 Jag mein aaya yeeshu svarg chhod ke Mera sara dand sah liya usne Kode khake kroos utha ke yeeshu ne Muze mukti aur changai de di hai;- anokha... 3 Ann vastra aur sabhi aashishein Di mujhe usne bharpoori se Khataron aur sab museebaton se Aankh ki putli jaise sambhala mujhe;- anokha... 4 Avinashi aanand mera Dhanya sangati yeeshu ke sath Svarg mein dhanya uski santaan Payenge yeeshu se jalali taaj;- anokha...
Native Lyrics
1 शून्य से लेके तूने मुझे रच लिया अपने ही रूप में प्रेम किया है अनंत प्रेम से दिया पुत्र मेरी मुक्ति के लिए अनोखा प्यार है तेरा करूँगा स्तुति तेरी मैं सर्वदा 2 2 जग में आया यीशु स्वर्ग छोड़ के मेरा सारा दंड सह लिया उसने कोड़े खाके क्रूस उठा के यीशु ने मुझे मुक्ति और चंगाई दे दी है;- अनोखा... 3 अन्न वस्त्र और सभी आशीषें दी मुझे उसने भरपूरी से खतरों और सब मुसीबतों से आंख की पुतली जैसे संभाला मुझे;- अनोखा... 4 अविनाशी आनंद मेरा धन्य संगति यीशु के साथ स्वर्ग में धन्य उसकी संतान पायेंगे यीशु से जलाली ताज;- अनोखा...