Subah Ho Ya Shaam Lena Prabhu Ka Naam
सुबह हो या शाम लेना प्रभु का नाम
Unknown Artist
English Lyrics
Subah ho ya shaam Lena prabhu ka naam Kahte jana tum yeeshu yeeshu naam 2 Yeeshu naam yeeshu naam 4 Bigdi banane vala yeeshu Raah dikhane vala yeeshu Sare dukhon ko door karega Hriday mein shanti aannad bhi dega 2 Maarg satya jeevan yeeshu maseeh hai Jeevan ki roti bhi yeeshu maseeh hai Badhte hi jana sath yeeshu ke Path na badalna dekho maseeh ke 2
Native Lyrics
सुबह हो या शाम लेना प्रभु का नाम कहते जाना तुम यीशु यीशु नाम 2 यीशु नाम यीशु नाम 4 बिगड़ी बनाने वाला यीशु राह दिखाने वाला यीशु सारे दुखों को दूर करेगा हृदय में शांति आन्नद भी देगा 2 मार्ग सत्य जीवन यीशु मसीह है जीवन की रोटी भी यीशु मसीह है बढ़ते ही जाना साथ यीशु के पथ ना बदलना देखो मसीह के 2