Tanhaiyon Mein Duniya Se Door Sabse
तन्हाईयों में दुनिया से दूर सबसे
Unknown Artist
English Lyrics
Tanhaiyon mein duniya se door sabse Juda hoke Tere charnon mein Yeeshu aaya hoon ro ro kar Bahte jeevan ka tu jharna Sunle prabhu meri praarthna Karta rahu main ibaadat teri Aashish de de mujhe Apne lahu se dho de mujhe Shuddh aur pavitra kar de mujhe Kar de kshama gunaahon ki meri Baahon mein bhar de mujhe
Native Lyrics
तन्हाईयों में दुनिया से दूर सबसे जुदा होके तेरे चरणों में यीशु आया हूँ रो रो कर बहते जीवन का तू झरना सुनले प्रभु मेरी प्रार्थना करता रहूँ मैं इबादत तेरी आशीष दे दे मुझे अपने लहू से धो दे मुझे शुद्ध और पवित्र कर दे मुझे कर दे क्षमा गुनाहों की मेरी बाहों में भर दे मुझे