Tere Bhavan Me Aaya Hoon
तेरे भवन मे आया हूँ
Unknown Artist
English Lyrics
Tere bhavan me aaya hoon Bhent aur arpan laaya hoon Jo bhi hai tune diya karta hoon tera shukriya Mere Yeshu | Tu hi hai mera srijanhaar Teri paavan daya se basa hai jahaan Tu pavitra hai Prabhu tu hai mahaan Teri stuti aur prashansa kare baar baar | Mere Yeshu |
Native Lyrics
तेरे भवन मे आया हूँ भेंट और अर्पण लाया हूँ जो भी है तूने दिया करता हूँ तेरा शुक्रिया मेरे यीशु । तू ही है मेरा सृजनहार तेरी पावन दया से बसा है जहान तू पवित्र है प्रभु तू है महान तेरी स्तुति और प्रशंसा करे बार बार । मेरे यीशु ।