Tu Mera Sharansthan Tu Mera Gadh Hai
1 तू मेरा शरणस्थान तू मेरा गढ़ है
Unknown Artist
English Lyrics
1 Too mera sharansthan too mera gadh hai Sankat mein mera dost mera prabhu (2) Aaradhna karoon mein poore dil se Main tujhe dhoondhoonga sampoorna jeevan mein Teri seva karoonga tan man aur dhan se, Main hoon yahaan (2) Main hoon yahaan prabhu (3) Main hoon yahaan 2 Uddhaarak mera too, meri changayi hai Sankat mein saamarth hai, mera prabhu (2) 3 Too mera charwaha, saantvana hai mera Chhupne ka sthaan hai, mera prabhu (2)
Native Lyrics
1 तू मेरा शरणस्थान तू मेरा गढ़ है संकट में मेरा दोस्त मेरा प्रभु (2) आराधना करूं मैं पूरे दिल से मैं तुझे ढूँढूँगा सम्पूर्ण जीवन में तेरी सेवा करूंगा तन मन और धन से, मैं हूँ यहाँ (2) मैं हूँ यहाँ प्रभु (3) मैं हूँ यहाँ 2 उद्धारक मेरा तू, मेरी चंगाई है संकट में सामर्थ है, मेरा प्रभु (2) 3 तू मेरा चरवाहा, सांत्वना है मेरा छुपने का स्थान है, मेरा प्रभु (2)