Tum Duniya Ke Noor Ho
तुम दुनिया के नूर हो
Unknown Artist
English Lyrics
Tum duniya ke noor ho Charag ban ke chamko Jo shahar oonche pahaado pe basta hai Use bhala kaise chhupaya ja sakta hai Shamma jala ke kaun usko chhupta hai Raushni se uski ujaala ho jata hai Aise kaam karna sada tum duniya mein Tum mein sab tumhare Maseeha ko pehchane
Native Lyrics
तुम दुनिया के नूर हो चराग बन के चमको जो शहर ऊँचे पहाड़ो पे बस्ता है उसे भला कैसे छुपाया जा सकता है शम्मा जला के कौन उसको छुपता है रौशनी से उसकी उजाला हो जाता है ऐसे काम करना सदा तुम दुनिया में तुम में सब तुम्हारे मसीहा को पहचाने