Vande Prabhu Vande Maseeh
वन्दे प्रभु, वन्दे मसीह
Unknown Artist
English Lyrics
Vande prabhu, vande maseeh shat shat vandna vande prabhu 1 Is shubh din hum apne ko charnon mein tere laate hain 2 is shubh ghadi dohraate hain tere hi madhur vachan ko 2 2 Arpan karte hain is jeevan ko vachnamrit de sharanaagat ko 2 apne mein karle poorn prabhu dhanya maseeh dhanya prabhu 2
Native Lyrics
वन्दे प्रभु, वन्दे मसीह शत शत वन्दना वन्दे प्रभु 1 इस शुभ दिन हम अपने को चरणों में तेरे लाते हैं 2 इस शुभ घड़ी दोहराते हैं तेरे ही मधुर वचन को 2 2 अर्पण करते हैं इस जीवन को वचनामृत दे शरणागत को 2 अपने में करले पूर्ण प्रभु धन्य मसीह धन्य प्रभु 2