Yadi Koi Maseeh Mein Hai Wo Hai Ek Nai Srishti
यदि कोई मसीह में है वो है एक नई सृष्टी
Unknown Artist
English Lyrics
Yadi koi Maseeh mein hai wo hai ek nai srishti Aur main bhi uska gawah 2 yadi koi... 1 Maseeh ko apnaao dil mein aayega noor Maseeh ke aane se bimari hogi door... 2 Maseeh ko apnaao wah karta tujh se pyaar Maseeh ke aane se dushman se bhi hai pyaar... 3 Maseeh ko apnaao wah karta hai uddhaar Maseeh ke aane se milti hai shaanti apaar
Native Lyrics
यदि कोई मसीह में है वो है एक नई सृष्टी और मैं भी उसका गवाह 2 यदी कोई... 1 मसीह को अपनाओ दिल में आएगा नूर मसीह के आने से बिमारी होगी दूर... 2 मसीह को अपनाओ वह करता तुझ से प्यार मसीह के आने से दुशमन से भी है प्यार... 3 मसीह को अपनाओ वह करता है उद्धार मसीह के आने से मिलती है शांति अपार