Yishu Naam Ki Jay Jay Ho
यीशु नाम की जय जय हो.....2
Unknown Artist
English Lyrics
Yishu naam ki jay jay ho.....2 Uske maar khane se main changa hua Yishu naam ki jay jay ho. Yishu naam ki mahima ho Uske balidan se naya jeevan mila Yishu naam ki stuti ho..... Yishu ne mujhe aanand diya hai..... Yishu ne mujhe changa kiya hai_ Yishu ne mujhe shuddh kiya hai..... Yishu ne mujhe sab kuch diya hai..... Yishu ne hamein ek kiya hai_
Native Lyrics
यीशु नाम की जय जय हो.....2 उसके मार खाने से मैं चंगा हुआ यीशु नाम की जय जय हो। यीशु नाम की महिमा हो उसके बलिदान से नया जीवन मिला यीशु नाम की स्तुति हो..... यीशु ने मुझे आनन्द दिया है..... यीशु ने मुझे चंगा किया है_ यीशु ने मुझे शुद्ध किया है..... यीशु ने मुझे सब कुछ दिया है..... यीशु ने हमें एक किया है_