Yishu Naam Yishu Naam Yishu Naam Ki Jay
यीशु नाम, यीशु नाम, यीशु नाम की जय
Unknown Artist
English Lyrics
Yishu naam, Yishu naam, Yishu naam ki jay Jis naam mein hai zindagi, Wo naam hai Yishu maseeh Jis naam mein hai bandagi, Wo naam hai Yishu naam Yishu naam, Yishu naam, Yishu naam ki jay Chhuda laya mujhe gunahon se Naya jeevan dene ke liye Bahaya apna lahoo Yishu ne Naya jeevan dene ke liye Ab mein aazaad hoon stuti karne ko, Ab mein aazaad hoon mahima gaane ko
Native Lyrics
यीशु नाम, यीशु नाम, यीशु नाम की जय जिस नाम में है ज़िन्दगी, वो नाम है यीशु मसीह जिस नाम में है बन्दगी, वो नाम है यीशु नाम यीशु नाम, यीशु नाम, यीशु नाम की जय छुड़ा लाया मुझे गुनाहों से नया जीवन देने के लिए बहाया अपना लहू यीशु ने नया जीवन देने के लिए अब मैं आज़ाद हूँ स्तुति करने को, अब मैं आज़ाद हूँ महिमा गाने को