Yeeshu Rajaon Ka Raja
यीशु राजाओं का राजा
Unknown Artist
English Lyrics
Yeeshu rajaon ka raja Prabhuon ka prabhu Aa raha hai Shenshah aa raha hai Rajaon ka raja aa raha hai Baadshah aa raha hai 1 Uske aage jhukkar hum karte hai pranaam Mujassam na hua hai Yeeshu ka kalaam Ab aa raha hai aa raha hai 2 Uske amanse logo ke dil shaant Bandhano ke jakadon ko wah karta hai aazaad Ab aa raha hai aa raha hai 3 Farishton ke sang jab aayegi baaraat Dulha dulhanko le jaayega saath Ab aa raha hai aa raha hai
Native Lyrics
यीशु राजाओं का राजा प्रभुओं का प्रभु आ रहा है शेंनशाह आ रहा है राजाओं का राजा आ रहा है बादशाह आ रहा है 1 उसके आगे झुककर हम करते है प्रणाम मुजससम ना हुआ है यीशु का कलाम अब आ रहा है आ रहा है 2 उसके अमनसे लोगो के दिल शांत बंधनो के जकड़ों को वह करता है आजाद अब आ रहा है आ रहा है 3 फरिश्तों के संग जब आएगी बारात दुल्हा दुल्हनको ले जाएगा साथ अब आ रहा है आ रहा है