Jo Bhi Pukarega Naam Yeshu
Unknown Artist
English Lyrics
Jo bhi pukarega naam yeshu, fatah har museebat par payega tu yeshu naam mein milti najaat, vo hi deta hai abdi hayaat zinda tera naam yeshu.....2 mujhko zindagi de raha hai abdi zindagi de raha hai...2 1 Bhikhari ek baitha tha, langda jo tha logon ke raham par bas palta jo tha.2 yuhanna aur patras ne dekha use kaha jo hai hammein vo dete tujhe...2 hai naam yeshu ka jo deta shifa...2 le naam yeshu aur ho ja khada vo langda bhi chalne laga teri tamjeed karne laga shafi tera naam, yeshu shafi tera naam tera banda pukar raha....2 2 Jo ho tanghali le naam yeshu na jaye bimari le naam yeshu ho apnon ne chhoda le naam yeshu ho jakhmon ne toda le naam yeshu he aaj bhi kamil vo naam yeshu jo karta hai kadir vo naam yeshu jo bhi pukarega naam yeshu, fatah har museebat par payega tu yeshu naam mein milti najaat, vo hi deta hai abdi hayaat zinda tera naam yeshu.....2 mujhko zindagi de raha hai abdi zindagi de raha hai...2