Yeeshu Tu Hai Mahaan
यीशु तू है महान, तेरी जय-3
Unknown Artist
English Lyrics
Yeeshu tu hai mahaan, teri jay-3 Tu jo aaya, mere jeevan me Leke khushiyen, leke pyaar Mai paapon me dooba, aisa dooba-2 Aankhon me ye aansu, sab ne chhoda-2 Par tu aaya mere jeevan mein leke mukti leke pyaar Mai duniya ki cheez me tumhein dhoondhta tha Nafrat aur matlab ki duniya mein main ghoomta tha Par tu aaya mere jeevan mein leke mukti leke pyaar
Native Lyrics
यीशु तू है महान, तेरी जय-3 तू जो आया, मेरे जीवन मे लेके खुशियें, लेके प्यार मै पापों मे डूबा, ऐसा डूबा-2 आँखों मे ये आँसू, सब ने छोड़ा-2 पर तू आया मेरे जीवन में लेके मुक्ति लेके प्यार मै दुनिया की चीज़ मे तुम्हें ढूंढता था नफरत और मतलब की दुनिया में मैं घूमता था पर तू आया मेरे जीवन में लेके मुक्ति लेके प्यार