Yeeshu Tum Ho Taaranhaare
यीशु तुम हो तारणहारे, जग के पालनहारे
Unknown Artist
English Lyrics
Yeeshu tum ho taaranhaare, jag ke paalanhaare Mahima teri karta jahaan aur karte hain chaand sitare Tu swarg ka raja hum dharti ke waasi Hosanna teri gaate Apna tan, man, dhan sab lekar paas tere aate -2 Kar do kshama pyaare prabhu jitne bhi ho paap humare Aaradhna teri, hum karte rahenge Jab tak jeevan ho Teri hi vachan ko, sunaate rahenge mrityu ko aane do -2 Swarg ki raah, dikha de prabhu aur sang chal tu humare
Native Lyrics
यीशु तुम हो तारणहारे, जग के पालनहारे महिमा तेरी करता जहाँ और करते हैं चाँद सितारे तू स्वर्ग का राजा हम धरती के वासी होसन्ना तेरी गाते अपना तन, मन, धन सब लेकर पास तेरे आते -2 कर दो क्षमा प्यारे प्रभु जितने भी हो पाप हमारे आराधना तेरी, हम करते रहेंगे जब तक जीवन हो तेरी ही वचन को, सुनाते रहेंगे मृत्यु को आने दो -2 स्वर्ग की राह, दिखा दे प्रभु और संग चल तू हमारे