Apno Ko To Is Duniya Me Sab Pyaar Karte Hai

अपनो को तो इस दुनियां मे सब प्यार करते है

Unknown Artist

English Lyrics

Apno ko to is duniya me
Sab pyaar karte hai
Dushman ko bhi pyaar karna
Maseeha sikhate hai.
1 Ek gaal par jo mare tamacha
Duja gaal bhi dena
Le jaae koi ik meel jabran
Do meel tu saath jana
Apno ko to apna sab kuch
Sab log dete hai.
Gairon par bhi sab kuch lutana
Maseeha sikhate hai.
2 Apne ko jaise waise hi
Apne padosi se pyaar karo
Yeeshu mara tere paapon ke khaatir
Yeh vishwas karo
Apno par to sab log
Yahaan par aitbaar karte hai.
Kalaamain khuda pe vishwas karna
Maseeha sikhate hai.
3 Jo de tumko kaante unka
Daaman phoolon se bhar do
Yeeshu ne tumko maaf kiya
Tum bhi maaf kar do
Apno ko to gunaho ki
Maafi sab log dete hai.
Gairon ko bhi maaf karna
Maseeha sikhate hai.

Native Lyrics

अपनो को तो इस दुनियां मे
सब प्यार करते है
दुश्मन को भी प्यार करना
मसीहा सिखाते है।
1 एक गाल पर जो मारे तमाचा
दुजा गाल भी देना
ले जाऐ कोई इक मील जबरन
दो मील तु साथ जाना
अपनो को तो अपना सब कुछ
सब लोग देते है।
गैरों पर भी सब कुछ लुटाना
मसीहा सिखाते है।
2 अपने को जैसे वैसे ही
अपने पडोसी से प्यार करो
यीशु मरा तेरे पापों के खातिर
यह विश्वास करो
अपनो पर तो सब लोग
यहाँ पर ऐतबार करते है।
कलामैन खुदा पे विश्वास करना
मसीहा सिखाते है।
3 जो दे तुमको काँटे उनका
दामन फूलों से भर दो
यीशु ने तुमको माफ़ किया
तुम भी माफ़ कर दो
अपनो को तो गुनाहो की
माफ़ी सब लोग देते है।
गैरों को भी माफ़ करना
मसीहा सिखाते है।
TheYeshuaa TheYeshuaa · Real Worshipper

"Search Way Maker" "Open Genesis 1" "Go to Favorites"