Aa Prabhu Yeeshu Aa Mujh Mein Ho Teri Mahima

आ प्रभु यीशु आ

Unknown Artist

English Lyrics

Aa prabhu Yeeshu aa
Aa prabhu Yeeshu aa
Mujh mein ho teri mahima

Aaradhna hum karte hain
Poore dil aur man se
Teri mahima gaate hain
Aur hum kehte hain
Dil se kehte hain

Aa prabhu...

Tere bhavan mein hum aate hain
Sara aadar
Ham tujhko dete hain
Aur hum kehte hain
Dil se kehte hain

Aa prabhu...

Native Lyrics

आ प्रभु यीशु आ
आ प्रभु यीशु आ
मुझ में हो तेरी महिमा

आराधना हम करते हैं
पूरे दिल और मन से
तेरी महिमा गाते हैं
और हम कहते हैं
दिल से कहते हैं

आ प्रभु...

तेरे भवन में हम आते हैं
सारा आदर
हम तुझको देते हैं
और हम कहते हैं
दिल से कहते हैं

आ प्रभु...
TheYeshuaa TheYeshuaa · Real Worshipper

"Search Way Maker" "Open Genesis 1" "Go to Favorites"