Aao Ham Chal Yeshu Ke Paas

आओ हम चल यीशु के पास

Unknown Artist

English Lyrics

Aao ham chal yeeshu ke paas
Yeeshu bulata hamein - 3

Ishvar ne hamse prem kiya
Lene hamko jald aaega
Ham halleluyah gaen khushi se
Svarg ko hame le jaega

Ham hai chiraag yeeshu ke
Roshan karenge jahan
Var de aisa tu e pita
Kar sake prakaash har jagah

Native Lyrics

आओ हम चल यीशु के पास
यीशु बुलाता हमें - ३

इश्वर ने हमसे प्रेम किया
लेने हमको जल्द आएगा
हम हल्लेलुयाह गाएँ ख़ुशी से
स्वर्ग को हमे ले जाएगा

हम है चिराग यीशु के
रोशन करेंगे जहां
वर दे ऐसा तू ए पिता
कर सके प्रकाश हर जगह
TheYeshuaa TheYeshuaa · Real Worshipper

"Search Way Maker" "Open Genesis 1" "Go to Favorites"