Aao Hum Yahova Ka Dhanyawad Karen
आओ हम यहोवा का धन्यवाद करें
Unknown Artist
English Lyrics
Aao hum Yahova ka dhanyawad karen Apne saare hriday se vandna karen Uske faatakon mein stuti karen Aur lalkaren Jisne banaya humein vo hai humara aadhaar Jisne diya humko saath vo hai humara uddhaar Uski ho jay jay ho aaradhna Vo hai prabhuan ka pradhan Apne poore tan man se hum uski mahima karen Vo hai shifa aur nazaat uski prashansa karen Vo hai jag ka daata aur taaranhaar Vo hai prabhuan ka pradhan
Native Lyrics
आओ हम यहोवा का धन्यवाद करें अपने सारे हृदय से वंदना करें उसके फ़ाटकों में स्तुति करें और ललकारें जिसने बनाया हमें वो है हमारा आधार जिसने दिया हमको साथ वो है हमारा उद्धार उसकी हो जय जय हो आराधना वो है प्रभुओं का प्रधान अपने पूरे तन मन से हम उसकी महिमा करें वो है शिफ़ा और नज़ात उसकी प्रशंसा करें वो है जग का दाता और तारणहार वो है प्रभुओं का प्रधान