Aaj Fansi Majhdhaar Mein Naiya
आज फंसी मझधार में नैया
Unknown Artist
English Lyrics
Aaj fansi majhdhaar mein naiya Dhoond rahi hai kinaara Maajhi re – 2 Maajhi re – 12 Paap karega jo is jag mein Wo herdam pachtayega Jo maane na baat Prabhu ki Maut se na bach payega Tera maanav kaun khevaiyya – 2 Koi na tera sahaara Aaj fansi... Kroos chadha Prabhu tere kaaran Dukh ke kaante sar pe sehkar Ho gaye apne aaj paraaye Socha nahi paapon mein fanskar Soch samajh le, ab tu bande – 2 Yeshu hai tera sahaara Aaj fansi...
Native Lyrics
आज फंसी मझधार में नैया ढूंढ रही है किनारा माझी रे – 2 माझी रे – 12 पाप करेगा जो इस जग में वो हरदम पछतायेगा जो माने ना बात प्रभु की मौत से ना बच पायेगा तेरा मानव कौन खेवैय्या – 2 कोई ना तेरा सहारा आज फंसी... क्रूस चढ़ा प्रभु तेरे कारण दुख के कांटे सर पे सहकर हो गये अपने आज पराये सोचा नहीं पापों में फंसकर सोच समझ ले, अब तू बंदे – 2 यीशु है तेरा सहारा आज फंसी...