Aaj Hai Pukar Pukar
आज है पुकार पुकार
Unknown Artist
English Lyrics
Aaj hai pukaar pukaar Jhoome zameen jhoomein aasmaan Nav chetna ki raahon pe aao Chhodo andhere ki raahon ko , Is jaagriti ke madhur kshanon mein , Yeshu ki aawaaz pehchaan lo , Aaj hai pukaar ......... Jeevan ki aandhi chalti rahegi, Tujh ko daraane sansaar mein, Yug yug se aasha Yeshu hi hai , Aandhi aur toofaan tham jaayenge , Aaj hai pukaar ...... Yeshu ki aawaaz pehchaan lo
Native Lyrics
आज है पुकार पुकार झूमे ज़मीं झूमें आसमान नव चेतना की राहों पे आओ छोडो अँधेरे की राहों को , इस जाग्रति के मधुर क्षणों में , यीशु की आवाज़ पहचान लो , आज है पुकार ......... जीवन की आंधी चलती रहेगी, तुझ को डराने संसार में, युग युग से आशा यीशु ही है , आंधी और तूफ़ान थम जाएँगे , आज है पुकार ...... यीशु की आवाज़ पहचान लो