Aatma Mein Prarthna
आत्मा में प्रार्थना
Unknown Artist
English Lyrics
Aatma mein prarthna apne ghutnon pe mai aa kar aur namrata mein aa kar jhukta hoon prabhu tere saamne apne haatho ko uthaoon naya pyaar mai banaoon karoon aatma mein prarthna karoon satya mein prarthna jeevan ko mere prabhu apni stuti bana apne ghutnon pe hum aa kar aur namrata mein aa kar jhukte hain prabhu tere saamne apne haatho ko utha kar naya pyaar hum banaein karein aatma mein prarthna karein satya mein prarthna hum sabko prabhu apni stuti bana
Native Lyrics
आत्मा में प्रार्थना अपने घुटनों पे मै आ कर और नम्रता में आ कर झुकता हूँ प्रभु तेरे सामने अपने हाथो को उठाऊं नया प्यार मै बनाऊं करूँ आत्मा में प्रार्थना करूँ सत्य में प्रार्थना जीवन को मेरे प्रभु अपनी स्तुति बना अपने घुटनों पे हम आ कर और नम्रता में आ कर झुकते हैं प्रभु तेरे सामने अपने हाथो को उठा कर नया प्यार हम बनाएँ करें आत्मा में प्रार्थना करें सत्य में प्रार्थना हम सबको प्रभु अपनी स्तुति बना