Aatma Mandrata Pavitra Aatma Mandrata
आत्मा मंडराता पवित्र आत्मा मंडराता
Unknown Artist
English Lyrics
Aatma mandraata pavitra aatma mandraata pintekus ke din saamaan aatma mandraata Andhe dekhte hain, goonge bolte hain Yeshu maseeh ke naam se, goonge bolte hain aatma ... Langde chalte hai, paapi kshama paate hai Yeshu maseeh ke naam se, paapi kshama paate hai aatma ... Abhishek milta hai, saamarth milti hai Yeshu maseeh ke naam se, saamarth milti hai aatma ... Aanand milta hai, shaanti milti hai Yeshu maseeh ke naam se, shaanti milti hai aatma ... Jyoti milti hai, jay bhi milti hai Yeshu maseeh ke naam se, jyoti milti hai aatma ...
Native Lyrics
आत्मा मंडराता पवित्र आत्मा मंडराता पिन्तेकुस के दिन सामान आत्मा मंडराता अंधे देखते हैं, गूंगे बोलते हैं यीशु मसीह के नाम से, गूंगे बोलते हैं आत्मा ... लंगड़े चलते है, पापी क्षमा पाते है यीशु मसीह के नाम से, पापी क्षमा पाते है आत्मा ... अभिषेक मिलता है, सामर्थ मिलती है यीशु मसीह के नाम से, सामर्थ मिलती है आत्मा ... आनंद मिलता है, शांति मिलती है यीशु मसीह के नाम से, शांति मिलती है आत्मा ... ज्योति मिलती है, जय भी मिलती है यीशु मसीह के नाम से, ज्योति मिलती है आत्मा ...