Ik Baar Tu Masiha Ka Deewana Ban Ke Dekh
इक बार तू मसीहा का दीवाना बन के देख
Unknown Artist
English Lyrics
Ik baar tu Masiha ka deewana ban ke dekh – 2 Jal ja usi ke pyaar mein deewana ban ke dekh Gar ishk dekhna hai to, sooli pe waar kar – 2 Saccahi dekhni hai to, pasli pe kar nazar Keelon se chhede haath ko najrana ban ke dekh Ek baar tu ... Jitni pade museebatein, sar pe uthaaye chal – 2 Iljaam koi lagaaye to, dhaaye koi sitam Didaar dekhna hai to sab kuch luta ke chal Ek baar tu ...
Native Lyrics
इक बार तू मसीहा का दीवाना बन के देख – 2 जल जा उसी के प्यार में दीवाना बन के देख गर इश्क देखना है तो, सूली पे वार कर – 2 सच्चाई देखनी है तो, पसली पे कर नज़र कीलों से छेदे हाथ को नजराना बन के देख एक बार तू ... जितनी पड़े मुसीबतें, सर पे उठाए चल – 2 इल्जाम कोई लगाए तो, ढाए कोई सितम दीदार देखना है तो सब कुछ लुटा के चल एक बार तू ...