Immanuel Ke Lahu Se Ek Sota Bhara Hai
इम्मानुएल के लहू से, एक सोता भरा है
Unknown Artist
English Lyrics
1. Immanuel ke lahoo se, ek sota bhara hai, jo paapi usmein leve snaan, rang paap ka chhootta hai. 2. Wo daaku use kroos par dekh, paap mochan paya, tab hum waise paapi usmein, paap apna dhowen sab. 3. Vishwas se jab main dekhta hoon, us doshheen rudhir ko, main teri daya ka bakhaan, nit karoon marne laun. 4. He memne, tere rakt ka gun, kabhi na mitega, aur teri mandali ka bayaan, sada hi rahega. 5. Aur jab ye ladkhadaati jeebh, qabr mein chup rahe, tab teri stuti karoonga, aur meethe ragon se.
Native Lyrics
1. इम्मानुएल के लहू से, एक सोता भरा है, जो पापी उसमें लेवे स्नान, रंग पाप का छूटता है। 2. वो डाकू उसे क्रूस पर देख, पाप मोचन पाया, तब हम वैसे पापी उसी में, पाप अपना धोवें सब। 3. विश्वास से जब मैं देखता हूँ, उस दोषहीन रुधिर को, मैं तेरी दया का बखान, नित करूँ मरने लौं। 4. हे मेमने, तेरे रक्त का गुण, कभी न मिटेगा, और तेरी मंडली का बयां, सदा ही रहेगा। 5. और जब ये लड़खड़ाती जीभ, क़ब्र में चुप रहे, तब तेरी स्तुति करूँगा, और मीठे रागों से।