Ek Baar Tu Masiha Ka Deewana Ban Ke Dekh
एक बार तू मसीहा का दीवाना बन के देख - २
Unknown Artist
English Lyrics
Ek baar tu masiha ka deewana ban ke dekh - 2 jal ja usi ke pyaar mein deewana ban ke dekh 1. Gar ishq dekhna hai to, sooli pe vaar kar - 2 sachchai dekhni hai to, pasli pe kar nazar keelon se chhede haath ko najrana ban ke dekh 2. Jitni pade museebate, sar pe uthae chal - 2 iljaam koi lagaae to, dhaae koi sitam deedar dekhna hai to sab kuch luta ke chal
Native Lyrics
एक बार तू मसीहा का दीवाना बन के देख - २ जल जा उसी के प्यार में दीवाना बन के देख १. गर इश्क देखना है तो, सूली पे वार कर - 2 सच्चाई देखनी है तो, पसली पे कर नज़र कीलों से छेदे हाथ को नजराना बन के देख 2. जितनी पड़े मुसीबते, सर पे उठाए चल - 2 इल्जाम कोई लगाए तो, ढाए कोई सितम दीदार देखना है तो सब कुछ लुटा के चल