Karte Hain Teri Hum Stuti
करते हैं तेरी हम स्तुति
Unknown Artist
English Lyrics
Karte hain teri hum stuti hriday ki gahraiyon se - 2 yishu too hi hai, too hi hai too hi hai hamara prabhu - 2 mahima ho teri - 4 aatma aur sachai se teri aaradhna karein ooncha aur ooncha sabse ooncha rahe tera naam mahima ho teri ... prabhu mera jeevan tune kitni aashishon se bhara isliye mein karta hoon prabhu se pyaar isliye mein kehta hoon prabhu se pyaar hai mujhe aur ooncha ooncha tera naam rahe mahima ho teri - 4 prabhu aapni aatma ko bhej sare phalo se bhar de prabhu apne yogya bana , aur apna bana isliye mein kehta hoon prabhu se pyaar hai mujhe aur ooncha ooncha tera naam rahe mahima ho teri - 4
Native Lyrics
करते हैं तेरी हम स्तुति हृदय की गहराइयों से - २ यीशु तू ही है, तू ही है तू ही है हमारा प्रभु - २ महिमा हो तेरी - ४ आत्मा और सचाई से तेरी आराधना करें ऊँचा और ऊँचा सबसे ऊँचा रहे तेरा नाम महिमा हो तेरी ... प्रभु मेरा जीवन तुने कितनी आशीषों से भरा इसलिए मैं करता हूँ प्रभु से प्यार इसलिए मैं कहता हूँ प्रभु से प्यार है मुझे और ऊँचा ऊँचा तेरा नाम रहे महिमा हो तेरी - ४ प्रभु आपनी आत्मा को भेज सारे फलो से भर दे प्रभु अपने योग्य बना , और अपना बना इसलिए मैं कहता हूँ प्रभु से प्यार है मुझे और ऊँचा ऊँचा तेरा नाम रहे महिमा हो तेरी - 4