Kroos Hi Ke Paas Jahaan Khoon Baha
क्रूस ही के पास जहाँ खून बहा,
Unknown Artist
English Lyrics
Kroos hi ke paas jahaan khoon baha, Dab ke gunahon se main gaya Khoon se wahaan ye dil saaf hua, Uski ho tareef Uski ho tareef - 2, Khoon se wahaan ye dil saaf hua, Uski ho tareef Door hain gunah mere bil yaqeen Dil mein ab Yishu hai takhtanasheen, Kroos hi ka geet, mujhko hai sheereen, Uski ho tareef Kroos ka wo chashma hai beshabaha Khush hoon ki main uske paas gaya, Khoob mujhko Yishu ne saaf kiya, Uski ho tareef Aa dekh ye chashma hai saaf shaffaaf, Aa taaki hon tere gunah maaf, Aa isi waqt abhi ho too saaf, Uski ho tareef
Native Lyrics
क्रूस ही के पास जहाँ खून बहा, दब के गुनाहों से मैं गया खून से वहाँ ये दिल साफ हुआ, उसकी हो तारीफ़ उसकी हो तारीफ़ - 2, खून से वहाँ ये दिल साफ हुआ, उसकी हो तारीफ़ दूर हैं गुनाह मेरे बिल यक़ीन दिल में अब यीशु है तख्तनशीन, क्रूस ही का गीत, मुझको है शीरीन, उसकी हो तारीफ़ क्रूस का वो चश्मा है बेशबहा खुश हूँ कि मैं उसके पास गया, खूब मुझको यीशु ने साफ किया, उसकी हो तारीफ़ आ देख ये चश्मा है साफ शफ़्फ़ाफ़, आ ताकि हों तेरे गुनाह माफ़, आ इसी वक्त अभी हो तू साफ़, उसकी हो तारीफ़